namaskar,aaj humare desh ke mahan kalakar rafi sahab ki 31st death anniversary hai,rafi sahab ek bahot hi sharif,nek insan the,jitni madhur unki aawaz thi utnahi madhur unka swabhav tha,mere saare parivaar ke saath rafi sahab ke bahot acche sambandh the,ye mera saubhagya hai ke unke saath sabse jyada duets gaane ka mujhe mauka mila,humne saath me lagbhag 315 films me 440 duets gaaye .aisa kalakar bar bar janam nahi leta,main aaj rafi sahab ko bhav bheeni shraddhanjali arpan karti hun...

Reply · Report Post